Dukh Sukh Baanto Re Song Lyrics from the movie/album Aaghosh released in the year 2012 starring Gulshan Ara, M. Ismail. The song Dukh Sukh Baanto Re was sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Indira Manchanda. This movie/album was directed by Murtaza Gilani. The music was given by Roshanlal Nagrath (Roshan). The lyrics were Penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal). The music rights for song purely belongs to Saregama

Dukh Sukh Baanto Re Lyrics

Miljul Ke Kaato Ghareebi Ke Fande
Miljul Ke Kaato Re Logon
Dukh Sukh
Dukh Sukh Baanton Re
Miljul Ke Kaato Ghareebi Ke Fande
Miljul Ke Kaato Re Logon
Dukh Sukh
Dukh Sukh Baanton Re
Hai Sambhaalo, Hai Sambhaalo
Hai Sambhaalo, Hai Sambhaalo
Hai Sambhaalo, Hai Sambhaalo
Hai Sambhaalo, Hai Sambhaalo
Ho Ho Ho Ho Ho Ho

Badi Dayaawaan Bhai
Badi Meherbaan Hai
Ham Sab Pe Ye Dharti Maataa
Dharti Maataa
Sone Ki Khaan
Kahin Gehoon Kahin Dhaan Re
Ham Sab Ki Ye Anndaataa
Dharti Mata
Phir Bhi Ke Chale
Phir Bhi Ke Chale
Kaahe Bhookh Pyaas Paley
Dukh Sukh Baanto Re
Mil Jul Ke Kaato Ghareebi Ke Fande
Miljul Ke Kaato Re Logon
Dukh Sukh
Dukh Sukh Baanto Re

Jeewan Ke Saagar Mein Aayaa Toofaan
Aayaa Toofaan Aayaa
Halchal Mein Hai Aaj Saaraa Jahaan
Gham Ki Ghadi Kab Se Khadi
Milke Isse Kaato
Gham Ki Ghadi Kab Se Khadi
Milke Isse Kaato Re Bhai
Dukh Sukh Baanto Re
Mil Jul Ke Kaato Ghareebi Ke Fande
Miljul Ke Kaato Re Logon
Dukh Sukh
Dukh Sukh Baanto Re
Hai Sambhaalo, Hai Sambhaalo
Hai Sambhaalo, Hai Sambhaalo
Hai Sambhaalo, Hai Sambhaalo
Hai Sambhaalo, Hai Sambhaalo
Hai Sambhaalo, Hai Sambhaalo
Ho Ho Ho Ho Ho Ho

Saagar Se Meghon Se
Parwat Pe Aake Jhuke
Barsi Rimjhim Jal Ki Dhaaraa
Jal Ki Dhaaraa
Nadiya Jal Bhar Ke Chali
Saagar Se Ja Ke Mili
Jal Se Mili Jal Ki Dhaaraa
Jal Ki Dhaaraa
Jhuk Jhoome Gagan Kahe
Jhuk Jhoome Gagan Kahe
Ghoom Ghoom Pawan Kahe
Dukh Sukh Baanto Re
Mil Jul Ke Kaato Ghareebi Ke Fande
Mil Jul Ke Kaato
Dukh Sukh
Dukh Sukh Baanton Re
Mil Jul Ke Kaato Ghareebi Ke Fande
Mil Jul Ke Kaato Re
Dukh Sukh
Dukh Sukh Baanton Re
Hai Sambhaalo
Hai Sambhaalo.

 

Share your thoughts

No Keywords