Karya Ve Jaana Kyu Mera Bura Haal Ve
Bura Haal Ve Jaana
Kardi Main Tujhse Haan Ikko He Sawaal Ve
Haan Sawaal Ve Jaana
Chamke Chunariya Dhadke Yeh Dhadkane Dhak Dhak
Tumpe Kasam Se Hai Padti Ye Meri Nazariya Jab Jab
Hilti Kamariya Dikhte He Dil Pe Hai Girti Bijuriya Shawty
Shawty Ab Keh Bhi De Tu Bhi Chahti Rehna Mere Ghar Ab
Mujhpe Mrdi Ve Duniya Saari Yeh
Tujhpe Mrdi Main Tu He Jahaan Hai
Leja Mujhko Vi Apni Duniya Mein
Baajo Tere Na Rehna Yahaan
Chamke Chunariya Dhadke Yeh
Dhadkane Dhak Dhak
Dhak Dhak
Zulmi Si Haan Meri Chunari Hai Haye
Kaise Kaise Sitam Kitno Pe Dhaaye Jane
Nazron Se Haan Teri Nazrein Milaye Ye
Ude Ude Tere Peeche Ye Jaaye
Aise Ab Na Tu Mujhe Sata Re
Kahan Chal Dun Ye Bata Re
Chunri Chamke He Jaaye Re Haaye Re
Dil Ki Tammana Ki Tera Main Saath Dun
Zeenat Amaan Lagge Laajawab Tu
Dil Ki Kitaab Mei Likha Name Tera
Tere Main Saare Ye Bharam Utaar Du
Film Hun Main Baara Naal Ki Pyaar Ki Chillam Hun
Jalle Toh Banne Mahol Main Killer Hun
Dhuein Ka Dhaska Seene Mein Trust Me
Dil Ki Numayish He Kyun Karun
Chamke Chunariya Dhadke Yeh Dhadkane Dhak Dhak
Tumpe Kasam Se Hai Padti Ye Meri Nazariya Jab Jab
Hilti Kamariya Dikhte He Dil Pe Hai Girti Bijuriya Kya
Shawty Ab Keh Bhi De Tu Bhi Chahti Rehna Mere Ghar Ab
Mujhpe Mrdi Ve Duniya Sari Yeh
Tujhpe Mrdi Main Tu He Jahaan Hai
Leja Mujhko Vi Apni Duniya Mein
Baajo Tere Na Rehna Yahaan
Chamke Chunariya Dhadke Yeh
Dhadkane Dhak Dhak
Dhak Dhak
Dhak Dhak Song Lyrics released in the year 2024. The song Dhak Dhak was sung by Aanchal Tyagi, Raga. The music was given by Rusha-Blizza. The lyrics were Penned by Aanchal Tyagi, Raga. The music rights for song purely belongs to IndieA Records
Share your thoughts