Ambar Ke Niche Dharti Song Lyrics from the movie/album Hanuman Vijay released in the year 2012 starring Ashish Kumar, Kanan Kaushal. The song Ambar Ke Niche Dharti was sung by Suman Kalyanpur, Vani Jairam. This movie/album was directed by Babubhai Mistri. The music was given by Ajay, Vishwanath. The lyrics were Penned by Madan Bharati. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ambar Ke Niche Dharti Lyrics

Ambar Ke Niche Dharti
Dharti Ke Niche Patal
Purn Saristi Mil Jaye
Patal Me Jab Aaye Buchal
Hey Maiya Bavani Re
Aa Ma Syama Rani
Jago Re Jago
Ambar Ke Niche Dharti
Dharti Ke Niche Patal

Sada Dahakate Angaro
Pe Hum Chalte Hai
Apni Bairi Ko Hum
Sama Nahi Karte Hai
Dekhega Kon
Yaha Kal Ka Savera
Ye Bhi Hai Tera Vo Bhi Tera
Nayay Ki Devi Dawar
Pe Tere Anyay Na Ho
Anyay Na Ho Anyay Na Ho
Hey Maiya Bawani Re
Aa Ma Syama Bawani Re
Jago Re Jago
Ambar Ke Niche Dharti
Dharti Ke Niche Patal

Aaj Ram Ka Nam Aur
Adarsh Mita Do
Adarsh Mita Do
Dharti Se Mit Gaya
Agar Adarsh Ram Ka
Mahanta Mit Jayegi
Ma Tere Naam Ki
Is Yug Ka Yugpurush
Agar Balidan Ho Gaya
Teri Sakti Fir Na
Rahegi Kisi Kam Ki
Maut Dur Se Chali Aa Rahi
Maut Dur Se Chali
Aa Rahi Hath Pasare
Antim Aksan Aa
Gaya Kis Ka Pyare
Hey Mata Hey Mata
Mere Jivan Dan Tere Sahare
Tere Sahare
Ambar Ke Niche Dharti
Dharti Ke Niche Patal
Purn Saristi Mil Jaye
Patal Me Jab Aaye Buchal
Hey Maiya Bavani Re
Aa Ma Syama Rani
Jago Re Jago Jago Re
Jago Jago Re Jago.

Share your thoughts

Ashish kumar, Hanuman vijay, Kanan kaushal, Ajay vishwanath, Hanumaan, Kumar, Amber ke neeche, Jay shree ram, Babubhai mistry, Seeta mata, Devotional, Mythological, Jai, Asha, Music, Laxman, History, Raj, Dance, Hindi, Potdar, Indian, Hercules, Director, Homi wadia, Bollywood, Song, Producer, Film, Movie