Ai Mere Hamasafar, Ik Zaraa Intazaar Lyrics | Qayamat Se Qayamat Tak | Udit Narayan | Anand Milind

Ai Mere Hamasafar, Ik Zaraa Intazaar Lyrics | Qayamat Se Qayamat Tak | Udit Narayan | Anand Milind

Ai mere hamsafar
Ik zara intazaar
Sun sadaaye de rahi hai
Manzil pyaar ki
Ai mere hamsafar
Ik zara intazaar
Sun sadaaye de rahi hai
Manzil pyaar ki

Ab hai judaayi ka mausam
Do pal ka mehmaan
Kaise na jaayega andhera
Kyu na thamega tufaan
Ab hai judaayi ka mausam
Do pal ka mehmaan
Kaise na jaayega andhera
Kyu na thamega tufaan
Kaise na milegi
Manzil pyaar ki
Ai mere hamsafar
Ik zara intazaar
Sun sadaaye de rahi hai
Manzil pyaar ki

Pyaar ne jaha pe rakha hai
Jhum ke kadam ik baar
Vahi se khula hai koi rasta
Vahi se giri hai divar
Pyaar ne jaha pe rakha hai
Jhum ke kadam ik baar
Vahi se khula hai koi rasta
Vahi se giri hai divar
Roke kab ruki hai
Manzil pyaar ki
Ai mere hamsafar
Ik zara intazaar
Sun sadaaye de rahi hai
Manzil pyaar ki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *