Accha Unhe Dekha Tha Bimar Hui Song Lyrics from the movie/album Shah Behram released in the year 2018 starring Mahipal, Asha Mathuri. The song Accha Unhe Dekha Tha Bimar Hui was sung by Madhubala Zaveri. This movie/album was directed by N Vakil. The music was given by Hansraj Behl. The lyrics were Penned by Asad Bhopali

Accha Unhe Dekha Tha Bimar Hui Lyrics

Accha Unhe Dekha Tha Bimar Hui Aankhe
Bimaar Hui Aankhe
Dil Ke Huye Do Tukade
Dil Ke Huye Do Tukade
Jab Chaar Hui Aankhe
Jab Chaar Hui Aankhe
Are Re Re Re Re Jab Chaar Hui Aankhe

O Ho Ho Ho Ho Jab Koi Aaya Dil Muskuraya
Pehali Najar Me Kitana Jagaya
Kitana Jagaya
Pehali Najar Me Kitana Jagaya
Kis Kis Ka Jaadu Ho Ho Jalwa Dikhaya
Duniya Ki Najron Se Duniya Ki Najaron Se
Guljaar Hui Aankhe
Are Re Re Re Re Jab Chaar Hui Aankhe

O Ho Ho Ho Ho
Jalwa Dikha Ke Apna Bnake
Masum Banke Jaadu Jagake
Jaadu Jagake
Masum Banke Jaadu Jagake
Jab Jab Jiye Ho Ho Ho Najre Jhuka Ke
Aankho Se Mohabbat Ka Aankho Se Mohabbat Ka
Ikraar Hui Aankhe Ikraar Hui Aankhe
Are Re Re Re Re Jab Chaar Hui Aankhe

O Ho Ho Ho Ho
Sara Jamana Tumko Na Jana
Hai Kaam Dil Ka Masti Lutana
Masti Lutana
Hai Kaam Dil Ka Masti Lutana
Unki Sitam Ka Mahroom Jana
Mere Liye Jaani To Mere Liye Jaani To
Talwaar Hui Aankhe Talwaar Hui Aankhe
Are Re Re Re Re Jab Chaar Hui Aankhe
Accha Unhe Dekha Tha Bimar Hui Aankhe
Bimaar Hui Aankhe
Dil Ke Huye Do Tukade
Dil Ke Huye Do Tukade
Jab Chaar Hui Aankhe
Jab Chaar Hui Aankhe

Share your thoughts

Madhubala zaveri, Achha unhe dekha tha, Shah behram 1955, Chorus shahi chor dil se mila dil chupke chupke, Dekha, Achha, Unhen, Mahendra, Khan, Khanna, Shankar, Rare hindi, Mangeshkar, Suman, Burman, Rajesh, Babban, Jaikishan, Asad bhopali, The, Hai, Lata, Rafi, Asha, Nazan, Ajayuv, Husain, Amitabh, Kl saigal, Asha bhosle, Kishore, Mohd, Mukesh, Sd, Film, Hindi, Songs, 1970s, Aziz