Tu Paas Hai Mere Paas Hai Aise
Mera Koi Ehsaas Hai Jaise
Tu Paas Hai Mere Paas Hai Aise
Mera Koi Ehsaas Hai Jaise
Haaye Main Mar Hi Jaaun
Jo Tujhko Na Paaun
Baaton Mein Teri Main Raatein Bitaun
Honthon Pe Lamha-lamha
Hai Naam Tera Haaye
Tujhko Hi Gaaun Main
Tujhko Pukaarun
Saiyaan Na Tu To Badlaa Nahin Hai
Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai
Saiyaan Na Tu To Badla Nahin Hai
Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai
Abhi Kuch Pal Baaki Hai Mere Paas
Beete Lamhon Se Duniya Basa Loon
Main To Tere Aansuon Ka Bana Hoon
Meri Hansi Mein Teri Sadaayen
Teri Kahani Khud Ko Sunaun
Yaadon Ke Taare
Yaadon Ke Taare
Tootenge Kaise
Mere Hain Jo Wo Roothenge Kaise
Beete Dino Ki Kholi Kitaabein
Guzre Palon Ko Kaise Bhula Dein
Haaye Main Mar Hi Jaaun
Jo Tujhko Na Paaun
Baaton Mein Teri Main Raatein Bitaun
Honthon Pe Lamha-lamha Hai Naam Tera Haay
Tujhko Hi Gaaun Main Tujhko Pukaarun
Saiyaan Na Tu To Badlaa Nahin Hai
Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai
Saiyaan Na Tu To Badla Nahin Hai
Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai
( ) Saiyaara (Title Track) Song Lyrics from the movie/album Saiyaara released in the year 2025 starring Ahaan Panday, Aneet Padda. The song ( ) Saiyaara (Title Track) was sung by Faheem Abdullah. This movie/album was directed by Mohit Suri. The music was given by Tanishk Bagchi, Faheem Abdullah, Arslan Nizami. The lyrics were Penned by Irshad Kamil. The music rights for song purely belongs to YRF
















































Share your thoughts