Zulm Bhi Karte Hai Aur Kahate Hai Fariyad Na Kar Song Lyrics from the movie/album Meraa Ghar Mere Bachche released in the year 2018 starring Sohrab Modi, Sulochana. The song Zulm Bhi Karte Hai Aur Kahate Hai Fariyad Na Kar was sung by Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Sohrab Modi. The music was given by Sardar Malik. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri

Zulm Bhi Karte Hai Aur Kahate Hai Fariyad Na Kar Lyrics

Zulm Bhi Karte Hai Zulm Bhi Karte Hai
Or Kahte Hai Fariyad Na Kar
Ek Bulbul Pe Sitam O Mere Sayyad Na Kar
Ek Bulbul Pe Sitam

Mai Hu Tera Meri Ummid Ko Nasad Na Kar
Meri Ulfat Ko Samjh Le Meri Ulfat Ko Samjh Le
Mujhe Barbad Na Kar Meri Ulfat Ko Samjh Le
Kuch Na Pucho Bade Jalim Hai Jamane Wale
Dil Kahi Aankh Kahi Ja Ke Milane Wale
Dil Kahi Aankh Kahi Ja Ke Milane Wale
Ab Koi Yad Bhi Aaye To Use Yad Na Kar
Ek Bulbul Pe Sitam O Mere Sayyad Na Kar
Ek Bulbul Pe Sitam

Sab To Jalim Nahi Hote Hai Jamane Wale
Sab To Jalim Nahi Hote Hai Jamane Wale
Ishk Me Jan Bhi Dete Hai Nibhane Wale
Ishk Me Jan Bhi Dete Hai Nibhane Wale
Haye Re Betat Na Kar
Meri Ulfat Ko Samjhle Mujhe Barbad Na Kar
Meri Ulfat Ko Samjh Le

Pyar Sach Hai To Hame Koi Shikayat Hi Nahi
Pyar Sach Hai To Hame Koi Shikayat Hi Nahi
Ye Na Samjho Ke Hame Tumse Mohabbt Hi Nahi
Ye Na Samjho Ke Hame Tumse Mohabbt Hi Nahi
Pyar Se Dil Me Sama Pyar Ki Fariyad Na Kar
Pyar Se Dil Me Sama

Share your thoughts

Meraa ghar mere bachche (1960) sardar malik hasrat jaipuri, Mera ghar mere bachche, Mohammed rafi, Suman kalyanpur, Sardar malik, Mohammed rafi songs, Mohamme drafi, Best of sardar malik, Peena haraam hai asha bhonsle mera ghar mere bachche (1960) sardar malik hasrat jaipuri, Mera ghar mere bachche (1960), Kumar, Zulm bhi karten hain, Ek tum nahin ho to kuchh nahin mukesh mera ghar mere bachche (1960) sardar malik hasrat jaipuri, Bachhe, Burman, Hindi lyrics, Bachche