Sone Chandi Me Tulta Ho Jaha Dilo Ka Pyar (Basti Basti Parbat Parbat - Sad Version) Song Lyrics from the movie/album Railway Platform released in the year 2018 starring Sunil Dutt, Nalini Jaywant. The song Sone Chandi Me Tulta Ho Jaha Dilo Ka Pyar (Basti Basti Parbat Parbat - Sad Version) was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Ramesh Saigal. The music was given by Madan Mohan. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi

Sone Chandi Me Tulta Ho Jaha Dilo Ka Pyar (Basti Basti Parbat Parbat - Sad Version) Lyrics

Sone Chandi Me Tulta Ho
Jaha Dilo Ka Pyar
Aansoo Bhi Bekar Waha Par
Aahen Bhi Bekar

Basti Basti Parvat Parvat Gata Jaaye Banjara
Lekar Dil Ka Ek Tara
Basti Basti Parvat Parvat Gata Jaaye Banjara
Lekar Dil Ka Ek Tara

Duniya Ke Bazar Me Aakhir
Chahat Bhi Vyapar Bani
Duniya Ke Bazar Me Aakhir
Chahat Bhi Vyapar Bani
Tere Dil Se Unke Dil Tak
Chandi Ki Divar Bani
Chandi Ki Divar Bani
Basti Basti Parvat Parvat Gata Jaaye Banjara
Lekar Dil Ka Ek Tara
Basti Basti Parvat Parvat Gata Jaaye Banjara
Lekar Dil Ka Ek Tara

Ham Jaiso Ke Bhag Me
Likha Chahat Ka Vardan Nahi
Ham Jaiso Ke Bhag Me
Likha Chahat Ka Vardan Nahi
Jisne Hamko Janam Diya
Vo Patthar Hai Bhagvan Nahi
Vo Patthar Hai Bhagvan Nahi
Vo Patthar Hai Bhagvan Nahi
Basti Basti Parvat Parvat Gata Jaaye Banjara
Leke Dil Ka Ik Tara
Basti Basti Parvat Parvat Gata Jaaye Banjara
Leke Dil Ka Ik Tara

Share your thoughts

Railway platform, Basti basti parvat parvat gata jaye, Railway platform 1955, Madan mohan, Music director: madan mohan, Mohammed rafi song, Mohammed rafi, Hindi classical songs hd, Platform, Railway, Film cast: sunil dutt, Best hindi songs, Best old hindi songs, Old hindi movies, Hindi songs, Old hindi songs, Full length hindi, Manmohan krishan, Film director: ramesh saigal, Lata mangeshkar, Indian full films, Lata superhit songs, Lyricist: sahir ludhianvi, Superstar