Sajda (Remix) Song Lyrics from the movie/album Bhool Bhulaiyaa released in the year 2018 starring Akshay Kumar, Vidya Balan. The song Sajda (Remix) was sung by K. K.. This movie/album was directed by Priyadarshan. The music was given by Pritam Chakraborty. The lyrics were Penned by Sameer

Sajda (Remix) Lyrics

Maaf Karein Insaaf Kare Rab Ho Na Khafa
Jaane Jahaan Se Begaane Jahaan Se Abb Main Hoon Juda
Jaan Liya Hai Maine Maan Liya Hai
Maine Pyaar Ko Apna Khuda
Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda
Sajda Main Karun Yaar Ka Sajda
Sajda Karun Didaar Ka Sajda
Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda

Maaf Karein Insaaf Kare Rab Ho Na Khafa
Jaane Jahaan Se Begaane Jahaan Se Abb Main Hoon Juda
Jaan Liya Hai Maine Maan Liya Hai
Maine Pyaar Ko Apna Khuda
Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda
Sajda Main Karun Yaar Ka Sajda
Sajda Karun Didaar Ka Sajda
Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda

Har Chaahat Mannat Si Lage
Mujhe Duniya Bhi Jannat Si Lage
Khwaabon Mein Bikhari Jhalak Se Mila
Main Toh Jamin Falak Se Mila
Hosh Nahi Hai Abb Hosh Nahi
Chaaya Hai Mujhpe Nasha
Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda
Sajda Main Karun Yaar Ka Sajda
Sajda Karun Didaar Ka Sajda
Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda

Har Afsana Nazar Se Bayaan
Mere Ehsas Tarang Jawan
Aise Jasbato Se Dil Yeh Mila
Jaise Viraano Mein Phool Khila
Saari Fiza Mein Rava Hai
Rava Meri Dhadkano Ki Sada
Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda
Sajda Main Karun Yaar Ka Sajda
Sajda Karun Didaar Ka Sajda
Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda

Maaf Karein Insaaf Kare Rab Ho Na Khafa
Jaane Jahaan Se Begaane Jahaan Se Abb Main Hoon Juda
Jaan Liya Hai Maine Maan Liya Hai
Maine Pyaar Ko Apna Khuda
Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda
Sajda Main Karun Yaar Ka Sajda
Sajda Karun Didaar Ka Sajda
Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda

Share your thoughts

Bhool bhulaiyaa, Pritam chakraborty, Pritam, Bhool bhulaiyaa lyrics, Bhool bhulaiyaa lyrical, Pritam chakraborty songs, Sajde kiye hai lakho lyrics, Sajde kiye hai lakho karaoke with lyrics, Bhool bhulaiyaa tseries, Sajde kiye hain lakhon full song lyrics, Sajde kiye hain lakhon song lyrics, Bhool bhulaiyaa song, Bhool bhulaiyaa video, Sajde kiye hain lakhon music lyrics song, Bhool bhulaiyaa film song, Sajde kiye hai lakho, Sajde kiye hain lakhon, Pritam songs