Phool Ka Shabab Kya, Husn Mahatab Kya Song Lyrics from the movie/album Farz Ki Jung released in the year 2018 starring Govinda, Neelam Kothari. The song Phool Ka Shabab Kya, Husn Mahatab Kya was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by R P Swamy. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Anjaan, Naqsh Lyallpuri

Phool Ka Shabab Kya, Husn Mahatab Kya Lyrics

Phul Ka Shabab Kya Husn Mahtab Kya
Aap To Bas Aap Hai Aap Ka Jawab Kya Aap Ka Jawab Kya
Phul Ka Shabab Kya Husn Mahatab Kya
Aap To Bas Aap Hai Aap Ka Jawab Kya Aap Ka Jawab Kya

Julfo Se Khele Mahki Hawaye
Uff Ye Jawani Uff Ye Adaye Uff Ye Jawani Uff Ye Adaye
Surkh Lab Ke Samne Sokhi Ye Gulab Kya
Phul Ka Shabab Kya Husn Mahtab Kya
Aap To Bas Aap Hai Aap Ka Jawab Kya
Aap Ka Jawab Kya

Aankho Me Tauba Kitna Nasha Hai
Mai Kya Ye Mausam Bahka Hua Hai
Mai Kya Ye Mausam Bahka Hua Hai
Layegi Ye Mastiya Koi Bhi Sharab Kya
Phul Ka Shabab Kya Husn Mahatab Kya
Aap To Bas Aap Hai Aap Ka Jawab Kya Aap Ka Jawab Kya

Gore Badan Se Lipta Hua Hai
Pani Ki Dekho Takdir Kya Hai Pani Ki Dekho Takdir Kya Hai
Yuhi Dekhta Rahu Mai Hasin Khwab Kya
Phul Ka Shabab Kya Husn Mahatab Kya
Aap To Bas Aap Hai Aap Ka Jawab Kya
Aap Ka Jawab Kya Aap Ka Jawab Kya

Share your thoughts

Phool ka shabab kya husne mahtab kya karaoke, Phool ka shabab kya husne mahtab kya karaoke free, Phool ka shabab kya husn mahatab kya aap ka jawab kya, Bappi lahiri, Phool ka shabab kya husne mahataab kya... farz ki jung... mohammed rafi... vol-9, Phool ka shabab kya husn e mahtaab kya, Mohammed rafi, Lyricist: naqsh lyallpuri music: bappi lahiri, Bappi lahiri rare songs, Karaoke phool ka shabab kya free donload, Bappi lahiri songs, Karaoke phool ka shabab kya mp3