Meree Duniya Me Aana Song Lyrics from the movie/album Paayal released in the year 2019 starring Himalaya, Bhagyashree. The song Meree Duniya Me Aana was sung by Sadhana Sargam, Kumar Sanu. This movie/album was directed by Mahendra Shah. The music was given by Nadeem Shravan. The lyrics were Penned by Sameer

Meree Duniya Me Aana Lyrics

Meri Duniya Me Aana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Mujhe Apna Banana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Meri Duniya Me Aana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Mujhe Apna Banana Na Jana Kabhi Fir Sanam

Jane Kaha Kis Ghadi Kab Yaha Tujhse Mulakat Ho
Aankhe Mile Or Palke Jhuke Chupke Se Har Baat Ho
Jane Kaha Kis Ghadi Kab Yaha Tujhse Mulakat Ho
Aankhe Mile Or Palke Jhuke Chupke Se Har Baat Ho
Kab Tak Aise Jane Wafa Kab Tak Aise Jane Wafa
Aahe Bharu Aahe Bharu
Mere Sapne Sajana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Mujhe Apna Banana Na Jana Kabhi Fir Sanam

Main Ajnabi Zindagi Me Teri Aaungi Banke Khushi
Itni Mohabbat Mai Dungi Tujhe Bhulega Tu Na Kabhi
Main Ajnabi Zindagi Me Teri Aaungi Banke Khushi
Itni Mohabbat Mai Dungi Tujhe Bhulega Tu Na Kabhi
Kahi Tute Na Sapne Mere Kahi Tute Na Sapne Mere
Mai To Daru Mai To Daru
Baho Me Chhupana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Mujhe Apna Banana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Meri Duniya Me Aana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Mujhe Apna Banana Na Jana Kabhi Fir Sanam

Share your thoughts

Nadeem shravan hit songs, Kumar sanu, Sadhana sargam, Kumar sanu songs, Sadhana sargam songs, Kumar sanu hit songs, Nadeem shravan hit songs video, Kumar sanu and alka yagnik romantic songs, Sadhna sargam songs, Meree duniya me aana, Music by nadeem sharavan, Nadeem shravan, Akshay kumar songs, Nadeem shravan songs, Akshay kumar, Kumar sanu romantic songs, Sadhna sargam, Meri duniya mein aana na jana, Meri sanson mein basa hai aur pyaar ho gaya lyrics