Kissi Ne Bhi Dulhan Song Lyrics from the movie/album Sultan-E-Deccan: Banda Nawaz released in the year 2016 starring Yusuf Kamal, Farhat Choudhary. The song Kissi Ne Bhi Dulhan was sung by Usha Mangeshkar. This movie/album was directed by Malik Anwar. The music was given by Abid Shah. The lyrics were Penned by Abid Shah, Malik Anwar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kissi Ne Bhi Dulhan Lyrics

Har Raat Mere Husn Ka
Sajhta Hain Baazaar
Dekhiye Yeh Sab Hai
Mere Kharidaar

Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Ho Ho..hathon Mein Kangna Na Pehnaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko

Yeh Raat Ke Mehmaan Hai Ye Mere Kadardaan Hai
Yeh Raat Ke Mehmaan Hai Ye Mere Kadardaan Hai
Pamaal Jigar Karde
Pamaal Jigar Karde Yeh Aise Meherbaan Hai
Yeh Hai Saiyyan Mere Yeh Hai Rasiyaan Mere
Yeh Hai Saajan Mere Yeh Hai Baalam Mere
Kisi Ne Bhi Apna Banaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Apna Banaya Na Mujhko

Woh Aaye Hain Mehfil Mein Yun Banke Tamashaai
Woh Aaye Hain Mehfil Mein Yun Banke Tamashaai
Kya Paaoge Tum Is Taraha
Kya Paaoge Tum Is Taraha Aye Khushiyon Ke Saudaai
Yeh Hai Deewane Mere Yeh Hai Mastaane Mein
Main Hoon Shamma In Ki Ye Hai Parwaane Mere
Karoon Kya Ke Jhal Jhal Ke Dena Hai Mujhko
Karoon Kya Ke Jhal Jhal Ke Dena Hai Mujhko

Apna Bana Ke Mujhe Apno Ne Loota
Seetam Ghar Salaamat Rahe Dil Apna Hi Tuta
Zamane Ne Aise Rulaya Hai Mujhko
Zamane Ne Aise Rulaya Hai Mujhko
Sataya Hain Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Ho Ho..hathon Mein Kangna Na Pehnaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko.

Share your thoughts

Hazrat yousuf, Quran urdu tafseer by aisha khalid, Quran by aisha khalid, Aisha khalid, Abida khanam, Aisha khalild, Islam with aisha, Yousuf a.s, Prophet yusuf story, Quran urdu by aisha, Shohar ko khush karne ka tarika, Shohar ko manane ka wazifa, Shohar kay dil mein mohabbat dalne ka wazifa, Shohar ko apna banane ka wazifa, Shohar ko qabu karne ka wazifa, Shohar ko razi karne ka wazifa, Shohar ko kabu karne ka taweez, Hazrat muhammad saw ki zindagi urdu