Karbala Ki Kahani Song Lyrics from the movie/album Geeta Ki Saugandh released in the year 2018 starring Hemant Birje, Kader Khan. The song Karbala Ki Kahani was sung by Mohammed Aziz. This movie/album was directed by Reetu Raj. The music was given by Usman, Anwar. The lyrics were Penned by Mahendra Dehlvi

Karbala Ki Kahani Lyrics

Suno Momino
Karbala Ki Kahani
Bahattar Musafir
Na Dana Na Pani
Duniya Husain Ki Hai Jamana Husain Ka
Duniya Husain Ki Hai Jamana Husain Ka
Karbal Me Luth Gaya Hai Gharana Husain Ka
Duniya Husain Ki Hai Jamana Husain Ka
Duniya Husain Ki Hai Jamana Husain Ka

Jangal Me Aa Pade Hai Madine Ko Chhod Ke
Keme Me Rah Gaya Hai Tikana Husain Ka
Faili Gali Gali Me Sahdat Ki Roshani
Gham Aa Gaya Char Jalana Husain Ka
Khali Rahi Na Mangne Walo Ki Jholiya
Sabke Liye Khula Hai Kajana Husain Ka
Duniya Husain Ki Hai Jamana Husain Ka
Duniya Husain Ki Hai Jamana Husain Ka

Utara Jo Karbala Me Madine Ka Kafila
Tarikh Jo Thi Aur Mohlaam Ka Chaand Tha
Lakho Udhar The Aur Bahatar The Is Taraf
Shaitan Us Taraf Tha Pir Paighambar Is Taraf
Sahara Ki Tej Dhoop Thi Pani Bhi Band Tha
Charo Taraf The Shor Kayamat Buland Tha
Muskil Se Laye Shor Se Sahil Ke Samne
Hakh Aa Gaya Ladayi Ka Katil Ke Samne

Akbar Ka Jism Tiro Se Chalni Kiya Gaya
Unko Unhi Ke Khoon Ka Tohfa Diya Gaya
Khatim Bahar Aane Se Pahale Ujadh Gaye
Dulha Bane To Mout Ke Hatho Me Padh Gaye
Bechari Ek Raat Me Bewa Hui Dhulhan
Shadi Ki Odni Se Banaya Gaya Kafan
Keme Me Bibiyo Ka Ajab Haal Jar Tha
Aansu The Sabki Aanko Me Dil Bekarar Tha

Pehra Laga Hua Tha Nadi Par Idhar Udhar
Lekin Pahuch Gaye Vaha Abash Naam Har
Mashki Ja Phar Ke Nikle To Dushman The Samane
Tanha The Fir Bhi Haar Na Mani Iman Ne
Charo Taraf Se Unpe Kiya Katilo Ne Vaar
Sau Tir Aakar Ho Gaye Chagar Ke Aar Paar
Paani Taman Futh Ke Raste Me Bah Gaya
Kumba Husan Husain Ke Khun Ka Payasha Hi Rah Gaya

Cheh Mah Ka Vo Aswar Maasum Haye Haye
Paani Na Ho To Kya Kare Majlum Haye Haye
Bache Ka Haal Dekh Ke Moula Huye Nidhal
Sukhe The Hoth Pyash Se Murjaye The Gal
Ek Tir Aake Maut Ka Saman Ho Gaya
Bacha Thadap Ke God Me Bejaan Ho Gaya
Chulu Me Khun Le Ke Hawa Me Udha Diya
Ibne Aali Ne Sabar Ka Rasta Dikha Diya

Keme Me Sabko Sabar Dilaya Husain Ne
Bimar Ko Gale Se Lagaya Husain Ne
Sabse Kaha Husain Ne Ab Rangane Hum Chale
Talwar Sir Pe Tut Ke Dhire Se Sitam Chale
Muktal Me Aake Aakri Sajda Ada Kiya
Bachpan Me Jo Kiya Tha Vo Ada Vafa Kiya
Daulat Ke Vaste
Na To Inaam Ke Liye
Payase Shahid Ho Gaye Islaam Ke Liye
Islaam Ke Liye
Islaam Ke Liye
Islaam Ke Liye

Share your thoughts

Mohammad, Karbala, Mohammad rafi and anwar hussain, Karbala ki kahani, Mohammed aziz, Karbala qawwali, Prophet mohammad, Mohammad mustafa, Allah jane teri meri kahani, Rip mohammed aziz, Aese hote hai mohammed ke gharane wale, Mohammed aziz funeral, Mohammed shafi niyazii, Mohammad aziz hit songs bangla, Lyrics, Shahadat e karbala, Mohammed aziz songs, Alvida alvida ya shaheed e karbala, Karbala dastan, Mohammad aziz, Anwar farukhabadi, Rais miyan karbala