Is Jaha Ka Pyar Jhutha Song Lyrics from the movie/album Amar Deep released in the year 2016 starring Dev Anand, Vyjayantimala. The song Is Jaha Ka Pyar Jhutha was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). This movie/album was directed by T. Prakash Rao. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Is Jaha Ka Pyar Jhutha Lyrics

Is Jaha Ka Pyar Jhutha
Yar Ka Ikrar Jhutha
Ha Bhi Jhuthi Na Bhi Jhuthi
Sara Karobar Jhutha
Is Jaha Ka Pyar Jhutha
Yar Ka Ikrar Jhutha

Pahle Khat Likhte The Aashik
Apne Dil Ke Khun Se
Ab To Khusbu Itar Ki Aane Lagi Hai
Us Majmun Se
Ha Ha Us Majmun Se
Dil Ka Har Bimar Jhutha
Maut Ka Bhi Pyar Jhutha
Ha Bhi Jhuthi Na Bhi Jhuthi
Sara Karobar Jhutha
Is Jaha Ka Pyar Jhutha
Yar Ka Ikrar Jhutha

Ghumti Firti Hai
Ghumti Firti Hai Laila
Ab To Motar Car Me
Ab To Motar Car Me
Or Cycle Pe Miya Majnu
Mile Bazar Me
Ho Ut Or Mahmil Kaha
Ab To Hotel Hai Miya
Jab Mansuri Ko Chali Jati Hai
Shiri June Me
To Miya Farhad Aa Jate Hai
Dehra Dun Me
Ab Ka Pesh Na Pahad
Ishk Ka Gulshan Ujad
Phul Jhute Khar Jhuthe
Pyar Ka Guljar Jhutha
Pyar Ka Guljar Jhutha
Ha Bhi Jhuthi Na Bhi Jhuthi
Sara Karobar Jhutha
Is Jaha Ka Pyar Jhutha
Yar Ka Ikrar Jhutha

Ab Kaha Wo Pahle Jaise
Dil Bari Ke Rang Bhi
Haye Dil Bari Ke Rang Bhi
Kya Se Kya Kuch Ho Gaye
Ab Aashiki Ke Dhang Bhi
Ishk Ke Rang Bhi
Dilbari Ke Rang Bhi
Ishk Ka Izhar Bhi Jhutha
Ha Bhi Jhuthi Na Bhi Jhuthi
Sara Karobar Jhutha
Is Jaha Ka Pyar Jhutha
Yar Ka Ikrar Jhutha.

Share your thoughts

Asha bhosle, Mohammad rafi hit songs, Vyjayanthimala songs, Asha bhosle songs, Kishore kumar romantic songs, Dev anand and vyjayanthimala songs, Yahan main ajnabi hoon mohammad rafi, Yahan main ajnabi hoon song mohammad rafi, Yahan main ajnabi hoon lyrics, Mohammed rafi, Is jahan ka pyar bhi jhootha, Mohammed rafi hit songs, Dev anand, Wadiyan mera daman lyrics lata mangeshkar, Dev anand songs, Jaaneman jaaneman tere do nayan lyrics, Anand bakshi songs