Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam (Mujhe Jab Apni Gujru Zindagi Yaad Aati Hai) Song Lyrics from the movie/album Meharban released in the year 2018 starring Sunil Dutt, Nutan. The song Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam (Mujhe Jab Apni Gujru Zindagi Yaad Aati Hai) was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by A Bhim Singh. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam (Mujhe Jab Apni Gujru Zindagi Yaad Aati Hai) Lyrics

Mujhe Jab Apni Gujri Jindagni Yad Aati Hai
Toh Bas Ik Meherban Ki Meherbani Yad Aati Hai

Ay Mere Dost
Ay Mere Hamdam
Mere Mohosin Mere Karam Farma
Woh Meraa Gam Tha Yah Khushi Meri
Har Jagah Tune Meraa Sath Diya
Ay Mere Dost
Ay Mere Hamdam
Mere Mohosin Mere Karam Farma
Woh Meraa Gam Tha Yah Khushi Meri
Har Jagah Tune Meraa Sath Diya
Ay Mere Dost
Ay Mere Hamdam

Kaun Tha Tu Kahan Se Aaya Tha
Aaj Tak Maine Yeh Nahi Jana
Tu Meri Ruh Tha Magar Maine
Tere Jane Ke Baad Pehchana
Ay Mere Dost
Ay Mere Hamdam
Mere Mohosin Mere Karam Farma
Woh Meraa Gham Tha Yah Khushi Meri
Har Jagah Tune Meraa Sath Diya
Ay Mere Dost
Ay Mere Hamdam

Tu Sudama Bhi Hai Kanhaiya Bhi
Kanhaiya
Kanhaiya
Tu Sudama Bhi Hai Kanhaiya Bhi
Tu Bhikari Bhi Aur Data Bhi
Tere Sau Rang Hai Mere Pyare
Tu Hi Pyasa Hai Tu Hi Jharna Bhi
Ay Mere Dost
Ay Mere Hamdam
Mere Mohosin Mere Karam Farma
Woh Meraa Gham Tha Yah Khushi Meri
Har Jagah Tune Meraa Sath Diya
Ay Mere Dost
Ay Mere Hamdam

Too Meri Bebasi Ke Aalam Me
Jab Kabhi Mujh Ko Yad Aata Hai
Soch Kar Meherbaniya Teri
Dil Meraa Baith-baith Jata Hai
Aakhri Araj Meri Tujh Se Hai
Har Khata Meri Dargujar Karna
Woh Ghadi Aa Rahi Hai Jab Mujhko
Iss Jamane Se Hai Safar Karna
Ay Mere Dost
Ay Mere Hamdam
Ay Mere Dost
Ay Mere Hamdam
Ay Mere Dost
Ay Mere Hamdam

Share your thoughts

Mohammed aziz, Duniya mein kitna gham hain hindi lyrics, Mohammad rafi, Lyrics, Yaad teri aati hai lyrics, Mohammad irfan, Mere dushman tu meri dosti ko tarse hd, Channa mereya lyrics, Mohammad aziz songs, Mujhe charno se laga le mere shyam murli wale, Jo dagar tere dware se jaati na ho, Mujhe charanon se laga le mere shyam murli wale, Tere mere beech mein lyrics, Mere dushman tu meri dosti ko tarse, Mohammed rafi song, Shafi inamdar