Aate jaate pahlu me aaya koyi
Aate jaate pahlu me aaya koyi
Mere dil batla na chhupa
Aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba
Aate jaate pahlu me aaya koyi
Mere dil batla na chhupa
Aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba
Aate jaate pahlu me aaya koyi
Teri sunu aur sunati rahu
Mai apni tadap chhupa lu
Phir bhi kaha tak sabr karu
Mai khud ko kitna sambaalu
Aate jaate
Aate jaate pahlu me aaya koyi
Mere dil batla na chhupa
Aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba
Aate jaate pahlu me aaya koyi
Mast najar tune yeh kya kiya
Liya yeh kaun sa badla
Hai yeh shara-be-najar ka asar
Ki mujhe dil bhi na sambhala
Aate jaate
Aate jaate pahlu me aaya koyi
Mere dil batla na chhupa
Aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba
Aate jaate pahlu me aaya koyi
Tera tasavvur tera hi gham
Labo pe abb tera tarana
Nind se bhi abb kahti hu mai
Tu unko kvaab me laana
Aate jaate
Aate jaate pahlu me aaya koyi
Mere dil batla na chhupa
Aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba
Aate jaate pahlu me aaya koyi
Mere dil batla na chhupa
Aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba
Aate jaate pahlu me aaya koyi

